Funny chutkule in hindi

PATI: Main itni jaldi ghar laut ke aaunga ki tumhe pata bhi nahin chalega. 
PATNI: Yehi soch kar toh mujhe ghabrahat hone lagti hai.

TEACHER: Agar sachche dil se dua ki jaye toh woh poori hoti hai. 
STUDENT: Rehne do miss, agar aisa hota toh ab tak hum dono ka ek bachcha hota.

MASTI: Boy and Girl playing ludo. 
BOY: 1,2,3,4,5, aaya to I will kiss you. GIRL: Agar 6 aaya to? 
BOY: Kabhi ludo nahi kheli kya,6 aaya to dubara meri baari.

MASTI: TEACHER: Sanju ki 5 Biwi aur 20 bachche,Raj ki 1 biwi or 9 bachche,batao kaun achcha? 
BOY: Score to Sanju ka zyada hai par average Raj ki achchi hai.

No comments :

BEST WHATSAPP JOKES

HINDI CHUTKULE SEXY WHATSAPP