Showing posts with label love shayari. Show all posts
Showing posts with label love shayari. Show all posts

Santa Banta Top Shayri

No comments :
  Koi Kahata Hain Pyar नशा Ban Jata है;

 Koi Kahata Hain Pyar Saja Ban Jata है;

 Par Pyar Karon Agar सच्चे Dil से;

 To Wo Pyar Hee Jine Ki Wajah Ban Jata Hai!


 Ishq

 Wo Waqt Wo लम्हें Kuch अजीब होंगे;

 Duniya Me Ham Khush नसीब होंगे;

 Door Se Jab Itna Yaad Karte Hain आपको;

 Kya Hoga Jab Aap Hamare Karib होंगे!



 यादें

 काश! Main Bhi Pani Ka Ek घूँट होता;

 Tere Hothon Se Lagta Aur Teri Rang - Rang Me समा जाता!




 अरमान

 Kitne Hee बरसों Ka Safar खाक हुआ;

 Usane Jab Puchha कहो Kaise Aana हुआ!




 Dard

 Main Nahin Itna घाफिल Ki Apne Chahne Walon Ko Bhool जाऊं;

 पीता ज़रूर Hoon Lekin Thodi Der Yaadon Ko सुलाने Ke लिए!




 Dard

 Khuda Ne दोस्त Ko दोस्त Se मिलाया;

 Doston Ke Liye दोस्ती Ka रिस्ता बनाया;

 Par Kehte Hain दोस्ती Rahengi Uski कायम;

 Jisne दोस्ती Ko Dil Se निभाया!




 दोस्ती

 नाजुक Lagte The: , Jo Haseen लोग;

 वास्ता Pada To , Patthar Ke निकले!




 Dard

 U To Aisa Koi Khas याराना Nahin Hain Mera Sharab से;

 Ishq Ki Raahon Me Tanha Mili To हमसफ़र Ban गई!




 Saki Aur Sharab

 Jindagi To Sambhi Ke Liye Rangeen Kitab है;

 फर्क Hain To Bus Itna Ki कोई;

 Har Panne Ko Dil Se पढ़ Raha है;

 Aur Koi Dil Rakhne Ke Liye Panne पलट Raha Hai!




 Jindagi

 Meri Maut Pe Kisi Ko अफ़सोस Ho N हो;

 E दोस्त Par Tanhai रोएगी Ki Mera हमसफर Chala गया!



 Dard

Bheegi Bheegi Do Nigahein Shayri 2016

No comments :
dard bhari shayrai, bewafai ki shayari, best shayari, dard bhari shayrai, hindi shayri, love shayari, Monsoon Shayri, sad shayari,

  भीगी भीगी Do निगाहें , सहमे - सहमे Labo Ka Joda

 जुल्फें Sawan Si घनेरी , Surat Pe हया Ka Basera . .



 Tere Badan Ki Chandni Se Mausam Me Faila Hain उजाला

 Tere शबाब Ki Aag Me Jalkar Roj Aata Hain सबेरा . .



 Dil Ki Ek नाजुक Kali Pe Dard Ke शबनम Rakhe Hain

 मुसकानों Ki खुशबू Me छुप Jata Hain Har Gum Tera . .



 Tanha Si Musafir Ho Tum , Teri अदाओं Me Hain Udasi

 Kore Kagaj Saa Sada Man , Tum Hee To सपना Ho Mera . .

Best romantic mast hindi shayri of the year

No comments :

Tum tarasti nigahon Ko numaya N Karo
Main pyasa hoon , meri Pyas badhaya N Karo
neend N Aye Kabhi To Bus Ye dua Karna
" E khuda jalnewalon Ko bujhaya N Karo
Hans Nahin paayenge Jab Tak wo Nahin Ayenge
sakiya may pilake bahalaya N Karo
doston Ka Hamein Bahut Saa tajurba Hai
shekh Ji , bewafaon Se Milaya N Karo .
In wadiyon Me bache Hain tere nishan
Wahi dile - nadaan Hai Aur but Hai beja
Ye Ishq Ansuon Ki Kahani Hee To Hai
Bus Dard Hee karta Hai fasane Ka bayaa
meri yaadon Me jinda Ho Tum E sanam
Ham Likhenge Gazal Me Teri Hee dasta
Kis mod pe Khadi Hai Ye jindagi meri
tanha Saa Lag Raha Hai Har raah Me lamha
meri mohbbat Mere Dil Ki Gaflat Thi
Main besabab Hee Umra Bhar Tujhe kosta Raha
Akhir Ye bewafai Aur wafa Kya Hai
tere Jane Ke Baad Der Tak sochta Raha
Main Ise kismat Kahoon Ya badkishmati Apni
Tujhe Pane Ke Baad Bhi Tujhe khojta Raha
suna Tha wo Mere Dard Me Hee chhupaa Hai Kahin
Use dhoondhane Ko Main Apne zakhm nochta Raha .
Bhool Se Bhi jindagi Ko naraz N Kijiye Kabhi
lijiye Aa Gayi nashe Me ghuli Raat Abhi
nadan hasratein Apke Dil Aur Hamare Dil Me
Fir dooriyon Me N gujar jaye Raat Abhi
surkh chadar Saa faila Hai gulabon Ki jami
khwabon Ki mehak Se fiza roshan Hai Abhi
shab pe chhaayi Hai Har Taraf madhosh hawaye
neend Se badhke haseen jagne Ka pahar Hai Abhi
Kashamakash Hoti Hee Rehti Hai Sada Dil Me Apke
Sidhe - Sidhe meri baaton Ko Maan lijiye Abhi
Kharch Kar dein Aaj Ham Apni sari khwahisein
bandishon Ki diwar girane Ka mausam Hai Abhi .
Ye Dil Kisi MuKam Par Thahar Nahin Saka
meelon talak Chala magar Manjil N paa Saka
deewangi Me N Jane Kal Khan pe rahoonga
Awargi Me Apna Ghar Bhi N Banaa Saka
Sar pe Kafan Hai Aur jalta Hua Dil Hai
chaha Bahut Par jism Ko khud N Jala Saka
tadapti Hui lehron Ko shayad Nahin Maloom
saahil Ki Pyas Ko wo Kabhi N bujha Saka .


Dard Shayari (2) Dard Shayari - Dard Bhari Shayari (2) Dard Shayari in Hindi (6) Dare E Dil Love Shayari (6) Dil e Dard Shayari in Hindi (5) Dil Ka Dard (1) Dil Ki Shayari Dil Se (8) Dil Love Dard Hindi Shayari (8) Dil Se Dil Ki Shayari (5) Dil Se Dil Tak Shayari Hindi (3) Hindi Love Shayari (12) Hindi Shayari Sad Love Shayari (3) Hindi Shayari Sad Shayari (3) Husn Jawan Love Shayari in Hindi (1) Husn Sad Shayari on Love (1) love sad shayari for lovers (1) Love Shayari (1) Love Shayari in Hindi (8) Love Shayari SMS (1) Love Shayari SMS in Hindi (1) Mohabbat Hindi Shayari (1) Mohabbat Love Shayri (1) Pyar Ki Love Shayari in Hindi (2) Pyar Ki Shayari (1) Pyar Ki Shayari Hindi (1) Pyar Ki Shayari in Hindi (5) Romantic Hindi Shayari (1) Romantic Love Shayari (2) Romantic Love Shayari in Hindi (1) Romantic Shayari in Hindi (1) Sad Dard Sms (2) Sad love shayari in Hindi (1) sad shayari for lovers in hindi (1) True Love Story (1)

Pyar Ki Love Shayari in Hindi

No comments :

Kiya Hai Ishq magar Main bichhad Gaya tanha
Use Main dekhkar Har Baar gujar Gaya tanha
Yaad Aata Hai Mujhe Uske joode Ka Bandhan
Jo Mere seene Ko bandhe Chala Gaya tanha
wo Kaisa Dard bhara Tha Uski ankhon Me
Jo meri ankhon Me Aake beh Gaya tanha
Kahin pe khoyi Si Rehti Thi wo Udasi Me
Roo B Roo Uske Main Aaina Ban Gaya tanha .
mujhme Aata Hai mera yaar Ansu bankar
mujhme Aata Hai mera yaar Ansu bankar
Fir Se wo बिछड़ता Hai Ansu bankar
Unki yaadon Ko Bhool Jana mumkin To Nahin
meri Har Koshish beh Jati Hai Ansu bankar
pyar To pyar Hai , Bus mehsoos Kiya Jata Hai
Har Ehsaas Gazal likhta Hai Ansu bankar
Ansuon Se Ye muhbbat Nazar Aati Hai
meri najaron Me Tu salamat Hai Ansu bankar .

Dard e Dil Love Shayari in Hindi

No comments :

wo sitam pe sitam mujhpe dhate Gaye
Ham muskurate Hue jakhm khate Gaye
Jinki khushiyon Ki Khatir marte Rahe
wo rishte naate Hee Dil Ko rulate Gaye
ankhon Me Ansuon Ki Kami na Rahe
Ham samandar Me Pani Ko laate Gaye
deewangi Ne Kabhi Haar Mani Nahin
meri muhbbat bhale wo thukrate Gaye
Kisko khuda Kahenge Koi mera khuda Nahin
Hai Koi Bhi khuda To wo Mujhse juda Nahin
Shayar To muhbbat Ke siva Kuch Nahin Chahe
Lekin Jamane Ke Kisi Dil Me wafa Nahin
Kuch Bhi Nahin Milega Mujhe Teri dua Se
Lagti Hai bekson Ko Kisi Ki dua Nahin
wo Hanske bujha Deti Hai Mere seene Me Lagi Aag
Ansuon Se Kabhi daman Uska Jala Nahin

BEST WHATSAPP JOKES

HINDI CHUTKULE SEXY WHATSAPP